Chahat ke safar mein dilo ke mp3 free download






















Request to all users and valuable guys please comment on a comment box. For any queray leave your questions. We work for you as soon as possible.

Your valuable comment is important to us. It is illegal for you to distribute copyrighted files without permission. AnchaL k Rang utar gaye.. Sapnon k Jugnu maand parey.. Jub poocha Kisi ne Aey Larki..!! Kiun Tum ne ye Chup Saadi Hai…?!!?

Uskii gali me phir mujhe,ek baar le chalo Majboor kar ke mujhko, mere yaar aaj le chalo Shayed ye mera weham ho, mera khayaal ho Mumkin hay mere baad, use mera ehsaas ho Pachtaa raha hoga ab mujhe dar se utha kar wo Baitha ho meri raah me, palken bicha ke wo Usne bhi to kiya tha, mujhe pyaar, le chalo aaj Uski gali me phir mujhe, ek baar le chalo Majboor kar ke mujhko mere yaar aaj le chalo.

Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi, Dard mein jo kaam aaye, ab aisi dosti hai hi nahi, Rakha nahi ittefaq, unki en baato se hamne kabhi, Par aaj yeh ehsaas hai ki, sach hi kahte hai sabhi, Likhte hai apne dard ko, jo shayari bana ke hum kabhi, Karte hai wah-wah uspar dost mere aur kuch ajnabi, Samjhe toh hai woh shayari, par samjhe nahi mera dard kabhi, Wah-Wah na kijiye dost mere, jalta hai yeh dil ab bhi kabhi-kabhi.

Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gay Hum tujh ko yuon sar-e-aam ruswa na karen gay. Kiyon hum peh uthaeen sang-e-malamat ki fasilein Behtar hai tere shehar mein hum aaya na karen gay. Main us ke mohabat k samandar mein bahut door tak nikla, Mujhay saahil na mila ye or baat hay,.

Hr Baat pe Takrar munasib nahi lagta,. Apnon se youn Izhar munasib nahi lagta,. Agr Hum se Muhabat hai to keh kiyon nahi dety,. Aisy mein ye Tera Piyar munasib nahi lagta…. Is Hijr ki Rut mein chaly aao k Tere bin,. Ujra Dar-o-Dewar munasib nahi lagta…. Jaya na karo Tum youn Raqibon ki Gali mein,. Yaaron ka ye Kirdar munasib nahi lagta…. Milne ka kisi Roz to iqrar karo Tum,. Hr Baat pe Inkar munasib nahi lagta.

Dil ki aag inn ashkon se bujh jaati to acha hota… bahut jatan kiye bahut pukaaraa jo ruk jaate to acha hota. Kabhi door lagte ho , bahut door Kabhi paas , ek dam paas Pal men hota hun khush Pal men udas. Hari ghas aur hari ho gai hai Aur neela aasman aur bhi Neela ho gaya hai Phir bhi kuchh hai Jo kho gaya hai. Me mar jau to mere Sirhane na bithana us ko, Boht Tasalli dena boht pyar se Samjhana us ko,. Ghomne ka bahana kar k door Fizao me kahi le jana us ko, Wo bawafa hy us waqt ye ehsas na dilana us ko,.

Us k samny na karna batey aesi k meri yaad ajae, Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us ko,. Wo roye ga boht bilawaje to meri rooh tarap uthegi Yaar, Dost tm aesa karna meri Mout ka he na batana us ko……. Naa jaane aaj kya mehsoos kar rahi hoon main Lag raha hai jaise sare ehsaas mar se gaye hai mere Jin ehsaaso ko shabdo mein piro kar ek naya roop diya karti thi.

Aaj na jane kyun un shabdo se hi chid ho gayi hai mujhe Itne log hai mere aas paas lekin phir bhi akeli hoon main Sab kuch paakar bhi jaise kuch adhuri si hoon main Sapno me is kadar khoi rahi ki sacchai ka pata hi na chal saka. Is tarah achanak sab khatm ho gaya ki ek aansu tak na beh saka Aaj khush hoon main, muskurati hoon main Koi dar nahi ki khone ko ab bacha hi kya hai Sab poochte hai ki itni khush kaise rehti hoon main Ki nahi jante wo, ab mere paas rone ko bacha hi kya hai….

Sadma to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon mein Lekin ye sochta hoon, Ke aab tera kyaa hoon mien. Kyaa jaane kis adaa se liya tu ne mera naam Duniyaa Samajh rahi hai, ke sab kuch tera hoon mein. Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay, …. Tmhen pany ki talab me kitna roya dil-e-muntazir Rat bhar jagny ki ibadat ka koi inam dia hota. Tum mere thay tum mere ho, Duniya ko bata kar kya kerna. Tum ehad nibhao chaahat se, …Koi rasam nibha kar kya kerna. Tum khafa bhi achhe lagty ho, Phir tum ko mana kar kya kerna.

Tere dar pe aa k bethay hen Ab ghar bhi ja kar kya kerna Din yad se acha guzray ga. Is kashmakash mein Humse pehchane nahi jate, Kahaan dushman hain aur, kahan dost yaar baithe hain,. Ishq ko aag ka dariya hai samajh lijiye hazoor, Koi uss paar baitha hai tu, Hum is paar baithe hain,. Kaun kehta hai ke is shehar mein saare hain bewafa, Humare samne do chaar wafadar baithe hain,.

Kal tak jin ki hasrat thi Humien badnaam karne ki, Aaj wohi log Apne kiye pe sharamsaar baithe hain,. Duniyaa se rooth jane ki khwahish hai Humari, Kya karoon is khwahish pe pehredaar baithe hain. Wo anna parast sahi us ki baton mein iqrar bhi tha.

Us k chubtay hue lehjay mein chupa pyar bhi tha. Main shayad phir na likhta usy apni khabar. Abhi woh jaan-e-Ghazal duor hai nighahoon sey Abhi main Jaan sey Guzarney ki baatv kis sey karun. ABhi toh hijr ki tareekiyan hain dono tafar Abhi main Chaand Nikalney ki baat kis sey karun? Meri Judaii ki ghaam mein koi bhi nehi suunta Tumharey Baad sulaghney ki baat kis sey karun? Kisey baataun k tujhy kahaan kahaan nehi dhunda Nagar nagar mein bhatakney ki baat kis sey karun? TEri talab mein yeh beichaain ab bhi rehta hai Main apney dil k machalney ki baat kis sey karun??!!!!!

Bhulanay se jo bhuly na wo kahani chor jaoungi teri ankhoon me pani ki aisy nami chor jaoungi. Dekha palat k us ne k hasrat usay bi thi Hum jis par mar mitey thay muhabat usay bi thi.! Chup ho gaya tha dekh kar wo bi idher udher Duniya se meri tarah shikayat usay bi thi Ye soch kar andheray me galay se laga liya. Raaton ko jaagnay ki to aadat usay bi thi Wo ro dia tha mujh ko pareshan dekh kar Us din khul k meri zarorat usay bi thi Un pathron k saath nibhaani pari usay Jin se faqat mujhy nahi nafrat usay bi thi..?

Mohabat ki kahani mein koi tarmeem mat karna, Mujhy tum tor dena per mujhy taqseem mat karna, Bohat hongey humare baad dawa-e-mohabat karne wale!!

Yaad-e-wafa rakhna kisi ko tasleem mat karna, Agar lafzon me nazar aye kabhi chehra mera! Chopke se choo lena… Choom lena… toheen mat karna.. Abi to main tmhre liye kuch nahi, Ye din guzr jaen ge, Ye musam Badal jaen ge, Waqt to guzar hi jata hai, Tmhra b mera B, Lekin… 1 din kisi lamhe tmhe meri yaad aaye gi, To Tum Be-ikhtiyar muskura do ge, Log pochain ge kya howa, Aur Tum kaho ge,.

Di Hai Ab To. Khafa Kyun Hain? Gila to mujh ko bhi kerna tha piyaas ka lekin, Jo khud hi sookh gayi us nadi se kiya kehta.. Tamaam shehr me jhoot ka raaj tha shayed, Main apne ghum ki haqeeqat kisi se kiya kehta ….! Yaadein thee dafan aisi k bad-az-farokht bhi… Us ghar ki daikh-bhaal ko jaana parra mujhay…. Aisay bicharr k us nay to mar jaana tha ……. Saif… Us ki nazar may khud ko giraana parra mujhay. Mery hr udas pl mein, Mera sath chor jana Ye kahan ki ulfatain hain? Ye kahan ki dosti hy?

The single track music is released by Telly music original Chanel series wiki. Dilo Ke Hausale. Ye Aksar Toot Jaate. Kabhi Aasu Bahaate. Kabhi Chalte Hai Sehra Mein. Phir Bhu Muskuraate Hai. Imtihaan Har Ghadi Ki.

Kasauti Zindagi Ki. Tere Naam. Har subah nayi …umeed nayi. Kya naam hai? Sapne mein milti hai web series.

Iske baare Mein thoda aapko btaadun ye ek short story contest hai jisme aap kissi bhi prefix ki short story post kar shaktey ho Kal raat sapne mein aaye the tum Mere mehboob mere mehboob. Tamasha movie stars Deepika Padukone, Ranbir Kapoor. Sapne mein, apni patni ki jagh, Rashmi ko paya. It stars Rakesh Bapat and Richa Pallod in the lead roles.

Mohe Maar Gayo Sapne Me. Kaise kahun aapse mere dil mein jo baat hai, Lafzon mein bayan karun ya aankhon se, Darta hun kabhi kabhi apne iradon se, Ho jati hai dhadkane meri tez, Jab lete ho mera haath apne haton mein, Kaise kahun aapse mere dil mein jo baat hai.

The duration of song is Hungama Digital Media Entertainment Pvt. Suresh Wadkar. Dariya yeh dariya, dariya na hota.

Jab main aankhen bandh karti hoon aapki tasveer mere samne aati hai jab main saans leti hoon aapki khushboo aati hai jab main soo jaati hoon aap mere sapno mein aa jaate hai When I close my eyes then your picture comes in front of me when I breath then your fragrance comes when I sleep then you come in my dreams Jinke apne khud ke sapne nahi hote unki poori life auron ke sapne poore karne mein lag jaati hai issi liye life mein apna sapna khud chhuno aur usse khuli aankhon se dekho taaki jab woh sach ho toh sabse pehle woh tumhe dikhe Mahadevi Verma Hindi Kavita.

Naa papa Goad mein Teri aadaton mein Agar tum saath ho. I spoiled on your name; I put the dirt on your name. Support 40 11 Social. He died on May 25,



0コメント

  • 1000 / 1000